Wednesday, 6 March 2013

Dear Friends


Dear Friends,
Who can deny if it is truth, truth is something which can be troubled but can’t be defeated. If it is, then it is. Continuing the consuetude of expression this week I leave you with one more nazm.
Here are some feelings of stubborn Romeo type guy in poetic narration. Enjoy the words if you can, understand J. Else get back to me ;-) will try to write english version of this as well.

HAI JAMANEY KI ZANJIRON MAIN BANDHI MERI CHAHAT

WO NAHI MERA MAGAR USSEY MOHABAT HAI TO HAI

TUJHEY APNA BANANEY KI KHWAHISH JO DIL MAIN JAGI

YEH AGAR RASMO RIVAJO SE BAGAWAT HAI TO HAI

SACH KO MAINE SACH KAHA JAB KEH DIYA TO KEH DIYA

AB ZAMANE KI NAZAR MEIN YE HIMAKAT HAI TO HAI

DOST BAN KAR DUSHMANO SA WO SATATA HAI MUJHEY

FIR BHI US ZALIM PE MARNA APNI FITRAT HAI TO HAI

KAB KAHA MAINE KE WO MIL JAYE MUJHKO

USKI BAHON MAY DUM NIKLAY YE HASRAT HAI TO HAI

MILO DOOR HO KAR BHI PASS HAI WO HAR PAL MERE

SAATHHAI TO ZINDA HU, MERI SAASO KO USKI ZAROORAT HAI TO HAI

MUDATAI LAKH KARO NAFRAT HUMSEY KAYAMT BAHR KI

PAR TERI NFARAT KA JAWAB MERI MOHOBAT HAI TO HAI

AAJ KAYAMAT DHALEY WO, AUR NAA AAYE MERE JANAJEY PE

PAR IS JINDA LAASH KO USKA INTZAR AAJ BHI HAI TOH HAI

MASIHA BHI TU KHUDA BHI TU, MERA SARA JAHAN HAI TU

SAJDA KARU TERI CHAHAT KO, TERA ISHQ MERI IBADAT HAI TO HAI


Unknown Web Developer

No comments:

Post a Comment